Blogspot Blog Me Custom Permalink Kaise Use Kare

Kya blogger post ke URL ko edit kar sakte hai.”  blogspot users ka ye most question hai. aaj hum isi ke bare me baat karenge ki kaise post link ko edit kar ke post ko adhik SEO friendly banaya jaye. blog post ke link ko manualy set karne ka ye ek acha tarika hai. is se hum post link ko short link me change kar sakte hai. jo google ache se support karta hai.

Custom permalink
Custom Permalink Kya Hai?
Blogpost me Post URL ko SEO friendly banane ke liye google ne custom permalink ki service start ki hai. post likhte time hum post ke url ko apni pasand se change kar sakte hai. google short link jada support karta hai. or isme hum post link ko jitna chahe short kar sakte hai.
Exam  :-
  • Before – http://hindi2help.blogspot.in/2015/10/Godaddy-Se-Rs99-Me-Domain-Register-Kaise-Kare.html
  • After – http://hindi2help.blogspot.in/2015/10/godaddy-rs99-domain-registration.html
  •  
  • Why To Better Custom Permalink For SEO?

    Custom link short hone par visitors ise aasani se yaad rakh sakte hai.  unhe typing karne me problem nahi hoti. so isse old visitors ki return aapki site par aane lagte hai.  post link edit karte waqt extra keyboard remove kar de. only important words link me rahne de. wo keyboard jada use kare jo internet par fomous ho. magar post link ke words post title se match hone chahiye. post title se alag word use karne se google ki rankig kam ho jati hai.

    Blogspot Blog Me Custom Permalink Kaise Set Kare?

    Jab aap blog par new post likhte ho to right side sidebar me Permalink option par post link edit kar sakte ho. ye bahut acha feature hai. isme aap long link ko short link me change kar audience ke liye acha target bana sakte ho. or better keyboard select karke search engine me post ki ranking badha sakte ho.
    custom permalink setting
     
    Custom Permalink Kaise Edit Kare?
    Pemalink option par click kar ke custom permalink par click karo.  isme pahle se post title ke keyboard words honge. aapko bas inhe edit karna hai. better seo ke liye link me se extra keyboards remove karke post se related populer keyboard setr kare.
  • post url me keyboard ke bich “-” jarur use kare.
  • URL me (a-z) words hi choone (A-Z) words use na kare.
  • Agar jaruri ho to hi (0-1) use kare.
google me achi ranking ke liye upar diye gaye step follow kar post link edit kare. blogging me success hone ke liye Blog ki SEO ranking achi honi jaruri hai. google me aapke blog ki post jis position par hogi. aapko utne jada audience milenge.
Also Read: Blog Ke Liye Google Analytics Account Kaise Banate hai
Agar aapka custom permalink ke bare me koi or sawal hai to comment ke throw puch sakte ho. mujhe aapke sawalo ke jawab de kar acha lagega.

Post a Comment

Post a Comment (0)

Previous Post Next Post